Shab Shayari and Poetry are about the night, its darkness, and its mysteries. This genre of Urdu poetry is known for its passionate and emotive themes that capture the essence of the night's secrets and its impact on human emotions. The word "Shab" means night, and the poetry of this genre revolves around the theme of darkness, passion, and the mysteries of life.
KaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo
کٹھن ہے راہ گزر تھوڑی دور ساتھ چلو
بہت کڑا ہے سفر تھوڑی دور ساتھ چلو
تمام عمر کہاں کوئی ساتھ دیتا ہے
یہ جانتا ہوں مگر تھوڑی دور ساتھ چلو
نشے میں چور ہوں میں بھی تمہیں بھی ہوش نہیں
بڑا مزہ ہو اگر تھوڑی دور ساتھ چلو
kaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo
bahut kaDa hai safar thoDi dur sath chalo
tamam umr kahan koi sath deta hai
ye jaanta hun magar thoDi dur sath chalo
nashe mein chur hun main bhi tumhein bhi hosh nahin
baDa maza ho
कठिन है राहगुज़र थोड़ी दूर साथ चलो
बहुत कड़ा है सफ़र थोड़ी दूर साथ चलो
तमाम उम्र कहाँ कोई साथ देता है
ये जानता हूँ मगर थोड़ी दूर साथ चलो
नशे में चूर हूँ मैं भी तुम्हें भी होश नहीं
बड़ा मज़ा हो अगर थोड़ी दूर साथ चलो
Gham e Zindagi Teri Raah Mein, Shab E Arzoo
Gham e Zindagi Teri Raah Mein, Shab E Arzoo Teri Chah Mein
Jo Ujar Gaya Woh Basa Nahi, Jo Bichar Gaya Woh Mila Nahi
Rehte Hain Garq Unke Tasawar Mein Shab o Roz Sahab
Rehte Hain Garq Unke Tasawar Mein Shab o Roz Sahab,
Ek Din Hamari Jaan Mohabbat Mein Jayegi
رہتے ہیں غرق اُنکے تصور میں شب وروز صاحب
اِک دن ہماری جان محبت میں جائے گی
Dagh-e-Firaq-e-Sohbat-e-Shab Ki Jali
Dagh-e-Firaq-e-Sohbat-e-Shab Ki Jali Hui
Ik Shamaa Rah Gai Hai So Wo Bhi Khamosh Hai
داغ فراق صحبت شب کی جلی ہوئی
اک شمع رہ گئی ہے سو وہ بھی خموش ہے
दाग़-ए-फ़िराक़-ए-सोहबत-ए-शब की जली हुई
इक शम्अ रह गई है सो वो भी ख़मोश है
Mujhe yaqeen hai iqraar aahi jaye ga dil ko
Mujhe yaqeen hai iqraar aahi jaye ga dil ko
Ke koi shab tu zarur is ke kun ki shab hogi
مجھے یقین ہے اقرار آہی جائیں گا دل کو
کہ کوئی شب تو ضرور اس کے کن کی شب ہو گی
Phir Se Ik Saal Hai Guzra Kisi Shab Ki Manand
Phir Se Ik Saal Hai Guzra Kisi Shab Ki Manand,
Phir Seher Ban Ke Naya Saal Ugha Hai Yaaro
Jo Tere Kadam Mere Ghar Chalein, mere saath
Jo Tere Kadam Mere Ghar Chalein
Mere Sath Shams o Qamar Chalein
Teri Qurbaton Mein Samait Loon
Raah e Zindagi Ki Musaaftein
Tere Naam Se Meri Subh Ho
Teri Yaad Mein Meri Shaam Ho
Tere Rubaru Rahein Surkhroo
Mere Chashm o Dil Ki Aba
Bazicha-e-Atfal Hai Duniya Mere Aage
Bazicha-e-Atfal Hai Duniya Mere Aage
Hota Hai Shab-o-Roz Tamasha Mere Aage
بازیچۂ اطفال ہے دنیا مرے آگے
ہوتا ہے شب و روز تماشا مرے آگے
बाज़ीचा-ए-अतफ़ाल है दुनिया मिरे आगे
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मिरे आगे
Jaate Saal Ki Aakhri Shab Hai, Kal Ka Sooraj
Jaate Saal Ki Aakhri Shab Hai,
Kal Ka Suraj Jaane Kaisa Hoga
Shab Ki Tanhai Mai Ab To Aksar
Shab Ki Tanhai Mai Ab To Aksar
Guftagu Tujh Se Raha Karti Hai
شب کی تنہائی میں اب تو اکثر
گفتگو تجھ سے رہا کرتی ہے
शब की तन्हाई में अब तो अक्सर
गुफ़्तुगू तुझ से रहा करती है
Kahan Gaye Shab e Furqat Ke Jagne Wale
Kahan Gaye Shab e Furqat Ke Jagne Wale,
Sitare Sehri Hum Kalam Kab Se Hai
Zikr-e-Shab-e-Firaq Se Vahshat Use Bhi
Zikr-e-Shab-e-Firaq Se Vahshat Use Bhi Thi
Meri Tarah Kisi Se Mohabbat Use Bhi Thi
ذکر شب فراق سے وحشت اسے بھی تھی
میری طرح کسی سے محبت اسے بھی تھی
ज़िक्र-ए-शब-ए-फ़िराक़ से वहशत उसे भी थी
मेरी तरह किसी से मोहब्बत उसे भी थी
Justuju Khoe Huon Ki Umar Bhai Karte
Justuju Khoe Huon Ki Umar Bhai Karte Rahe
Chand Ke Humrah Hum Har Shab Safar Karte Rahe
جستجو کھوئے ہوؤں کی عمر بھر کرتے رہے
چاند کے ہم راہ ہم ہر شب سفر کرتے رہے
जुस्तुजू खोए हुओं की उम्र भर करते रहे
चाँद के हमराह हम हर शब सफ़र करते रहे
Milte Hain Shab o Roz Sab Hee Log Shanasa
Milte Hain Shab o Roz Sab Hee Log Shanasa
Ik Tujhse Mulaqat Ka Armaan Bahut Hai
Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
Aag meN kyA kyA jalA hai shab bhar
Kitni khush-rang dikhai di hai
آگ میں کیا کیا جلا ہے شب بھر
کتنی خوش رنگ دکھائی دی ہے