Aik Sath Chalo Tum Mere,
Main Sath Rahoon Bus Tere
Aik Sath Chalo Tum Mere, Main Sath
Tujh ko paya tha tu ek jhez bhi tujh jesi na thi
Tujh ko paya tha tu ek jhez bhi tujh jesi na thi
Tujh ko khoya hai tu ab sara jahan tujh sa hai
تجھ کو پایا تھا تو اک چیز بھی تجھ جیسی نہ تھی
تجھ کو کھویا ہے تو اب سارا جہاں تجھ سا ہے
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya,
Aa Dekh Meri Zaat Kaise Bikher Gayyi
Bahut Sadgi Se Ghoom Ho Rahe Hain
Bahut Sadgi Se Ghoom Ho Rahe Hain,
Tumhare Raabte, Raste Aur Tum
Lehjon Se Zaahir Ho Hee Jaata Hai
Lehjon Se Zaahir Ho Hee Jaata Hai,
Raabton Se Bezaar Hain Log
Raabte Kam Hote Hote, Aakhir Khatam Ho Jaate Hain
Raabte Kam Hote Hote,
Aakhir Khatam Ho Jaate Hain
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat, Ke Aik Aankh
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat,
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
کتنی عجیب تھی داستان محبت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی
Mere Lafzon Ne Kaha Tha Ruk Jaa, Haath Joray
Mere Lafzon Ne Kaha Tha Ruk Jaa,
Hath Joray Thay Mere Lehje Ne
Raat Bari Mushkil Se Khud Ko Sulaya Hai Maine
Raat Bari Mushkil Se Khud Ko Sulaya Hai Maine,
Apni Aankhon Ko Tere Khawab Ka Lalach De Kar
Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi
Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi,
Tumhe Yaad Aayeinge Aadab Mere
Tujhko Dekha Toh Sehre Chasm Huye
Tujhko Dekha, Toh Sehre Chasm Huye,
Tujhko Chaha, Toh Aur Chah Na Ki
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main Dekhna
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main,
Dekhna Dekhta Rahun Uska
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon,
Kaise Tumhare Saamne Dil Ko Ayaan Karoon
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye,
Tum Bhi Kisi Ke Sath Ho, Hum Bhi Kisi Ke Ho Gaye
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se,
K Dil Ki Baat Zubaa’n Se Kahee Nahi Jaati