Shikayat Shayari and Poetry refer to the art of expressing complaints or grievances in a poetic manner. It is a popular form of Urdu poetry that has been around for centuries. Shikayat Shayari is all about expressing one's dissatisfaction with life, love, or the world around them through the power of words. The verses are often filled with intense emotions, and the language used is beautiful yet melancholic. If you're someone who loves to delve into the depth of emotions, then Shikayat Shayari is the perfect genre of poetry for you.
Ye kya ki sab se bayan dil ki haalaten karni
یہ کیا کہ سب سے بیاں دل کی حالتیں کرنی
فرازؔ تجھ کو نہ آئیں محبتیں کرنی
یہ قرب کیا ہے کہ تو سامنے ہے اور ہمیں
شمار ابھی سے جدائی کی ساعتیں کرنی
کوئی خدا ہو کہ پتھر جسے بھی ہم چاہیں
تمام عمر اسی کی عبادتیں کرنی
سب
ye kya ki sab se bayan dil ki haalaten karni
'faraaz' tujh ko na aain mohabbaten karni
ye qurb kya hai ki tu samne hai aur hamein
shumar abhi se judai ki saaten karni
koi KHuda ho ki patthar jise bhi hum chahen
tamam umr u
ये क्या कि सब से बयाँ दिल की हालतें करनी
'फ़राज़' तुझ को न आईं मोहब्बतें करनी
ये क़ुर्ब क्या है कि तू सामने है और हमें
शुमार अभी से जुदाई की साअ'तें करनी
कोई ख़ुदा हो कि पत्थर जिसे भी हम चाहें
तमाम उम्र उसी की इबादतें करनी
Kabhi Moqa Mila Toh Hum Kismat Se Zarur Shikayat Kareinge
Kabhi Moqa Mila Toh Hum Kismat Se Zarur Shikayat Kareinge,
Kyun Chor Jaate Hain Woh Log Jinko Hum Toot Kar Chahte Hain
Karta Nahi Hai Tum Se Shikayat Yeh Dil Magar
Karta Nahi Hai Tum Se Shikayat Yeh Dil Magar,
Kehna Yeh Chahta Hai Ke Tum Ab Woh Nahi Rahe
Mujhe Chor Kar Woh Khush Hai Toh Shikyata Kaisi
Mujhe Chor Kar Woh Khush Hai Toh Shikyata Kaisi,
Ab Main Ussey Khush Bhi Na Dekhun Toh Mohabbat Kaisi
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
Yahi tu farq hai mery aur in ke hal ke bech
shaikayat hai inhy aur raza ke sath hoon mein
یہی تو فرق ہے میرے اور ان کے حل کے بیچ
شکایتیں ہیں انہیں اور رضا کے ساتھ ہوں میں
Lehaz e Ishq Na Hota Toh Tujhse Ranjish Hoti
Lehaz e Ishq Na Hota Toh Tujhse Ranjish Hoti,
Shikayat Sirf Itni Hai K Tu Samjha Nahi Mujhko
Bakht Se Koi Shikayat Hai Na Aflak Se
Bakht Se Koi Shikayat Hai Na Aflak Se Hai
Yahi Kya Kam Hai Nisbat Mujhe Is Khak Se Hai
بخت سے کوئی شکایت ہے نہ افلاک سے ہے
یہی کیا کم ہے کہ نسبت مجھے اس خاک سے ہے
बख़्त से कोई शिकायत है न अफ़्लाक से है
यही क्या कम है कि निस्बत मुझे इस ख़ाक से है
Bulbul Ghazal-Sarai Aage Humare Mat
Bulbul Ghazal-Sarai Aage Humare Mat Kar
Sab Hum Se Sikhte Hain Andaz Guftagu Ka
بلبل غزل سرائی آگے ہمارے مت کر
سب ہم سے سیکھتے ہیں انداز گفتگو کا
बुलबुल ग़ज़ल-सराई आगे हमारे मत कर
सब हम से सीखते हैं अंदाज़ गुफ़्तुगू का
Aankhen Jo Uthayi Toh Mohabbat Ka Ghuman Ho
Aankhen Jo Uthayi Toh Mohabbat Ka Ghuman Ho,
Nazaron Ko Jhukaye Toh Shikayat Si Lagi Hai
Yeh Shikayat Fazool Hai, Yeh Toh Mohabbat
Yeh Shikayat Fazool Hai, Yeh Toh Mohabbat Ka Dastoor Hai
Ke Jo Mehboob Hota Hai, Wohi Magroor Hota Hai
Ab Jo Khoon Daman Pe Gira Hai Toh
Ab Jo Khoon Daman Pe Gira Hai Toh Shikayat Kaisi
Main Na Kehta Tha, Mujhe Dur Se Maaro Pathar
Jab Tawaqoo Hi Uth Gai ‘Ghalib’
Jab Tawaqoo Hi Uth Gai ‘Ghalib’
Kyun Kisi Ka Gilaa Kare Koi
جب توقع ہی اٹھ گئی غالبؔ
کیوں کسی کا گلہ کرے کوئی
जब तवक़्क़ो ही उठ गई ‘ग़ालिब’
क्यूँ किसी का गिला करे कोई
Labon Pe Hont Rakh Kar Kaha Uss Zalim
Labon Pe Hont Rakh Kar Kaha Uss Zalim Ne
Kya Shikayat Kya Gila Hai Ab Bolte Kyun Nahi