Soch Shayari and Poetry are about thought, contemplation, and reflection. This genre of Urdu poetry is known for its introspective and philosophical themes that capture the essence of human consciousness and the power of thought. The word "Soch" means thought, and the poetry of this genre revolves around the theme of reflection, wisdom, and self-awareness.
Hum Ne Dekha Tha Faqt Shoq Nazar Ki Khatir
Hum Ne Dekha Tha Faqt Shoq Nazar Ki Khatir,
Yeh Na Socha Tha Ke Tum Dil Mein Utar Jaoge
Yeh Soch Ke Maan Lete Hain Teri Har
Yeh Soch Ke Maan Lete Hain Teri Har Baat,
Mohabbat Mein Sawalaat Ki Gunjaish Nahi Hoti
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey,
Aik Main Hee Kaafi Hun Umar Bhar Chahne K Liyye
Maine Har Sham Yehi Socha Hai, Umar Guzari
Maine Har Sham Yehi Socha Hai,
Umar Guzari Hai Ke Din Guzara Hai
میں نے ہر شام یہی سوچا ہے
عمر گزی ہے کہ دن گزرا ہے
Bahut Bhage, Bahat Daure, Bahut Socha Kiye Lekin
Bahut Bhage, Bahat Daure, Bahut Socha Kiye Lekin !
Mohabbat Ki, Mohabbat Hee, Dawa Maloom Hoti Hai
Tumhe Socha Tumhe Likha Maine, Meri Shayari
Tumhe Socha Tumhe Likha Maine,
Meri Shayari Mera Deewan Ho Tum
Faida Kya Soch Akhir Tu Bhi Daana Hai
Faida Kya Soch Akhir Tu Bhi Daana Hai ‘Asad’
Dosti Nadan Ki Hai Jee Ka Ziyan Ho Jayega
فائدہ کیا سوچ آخر تو بھی دانا ہے اسدؔ
دوستی ناداں کی ہے جی کا زیاں ہو جائے گا
फ़ाएदा क्या सोच आख़िर तू भी दाना है ‘असद’
दोस्ती नादाँ की है जी का ज़ियाँ हो जाएगा
Mere Baare Mein Apni Soch Ko Thora
Mere Baare Mein Apni Soch Ko Thora Badal Ke Dekh,Mujhse Bhi Bure Hain Log Tu Ghar Se Nikal Ke Dekh.
मेरे बारे में अपनी सोच को थोड़ा बदल के देख,मुझसे भी बुरे हैं लोग तू घर से निकल के देख।
میرے بارے میں اپنی سوچ کو تھوڑا بدل کے دیکھمجھ سے بھی بُرے ہیں لوگ تو گھر سے نکل کے دیکھ
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun,
Mohabbat Dua Hai, Saza Hai, Jaza Hai Ya Gunaah Hai
Be’Laus Mohabbat Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Be’Laus Mohabbat Ke Siwa Kuch Bhi Nahi,
Chahey Toh Meri Soch Ki Talashi Le Lo
Unki Sochein Nahi banjer Hotien, Jinka Rishta
Unki Sochein Nahi banjer Hotien,
Jinka Rishta Ho Dua Se Logo
Teri Aankhon Ki Kasam Zindagi Samjha Hai Tujhe
Teri Aankhon Ki Kasam Zindagi Samjha Hai Tujhe,
Tujh Ko Kuch Soch Ke Saanson Mein Sharakat Dee Hai
تیری آنکھوں کی قسم زندگی سمجھا ہے تجھے
تجھ کو کچھ سوچ کہ سانسوں میں شراکت دی ہے
pahle badi raghbat thi tire naam se mujh ko
pahle badi raghbat thi tire naam se mujh ko
Ab sun ke tira naam main kuchh soch raha huun
پہلے بڑی رغبت تھی ترے نام سے مجھ کو
اب سن کے ترا نام میں کچھ سوچ رہا ہوں
पहले बड़ी रग़बत थी तिरे नाम से मुझ को
अब सुन के तिरा नाम मैं कुछ सोच रहा हूँ
Pahle badi raghbat thi tire naam se mujh ko
Pahle badi raghbat thi tire naam se mujh ko
Ab sun ke tira naam main kuchh soch raha huun
پہلے بڑی رغبت تھی ترے نام سے مجھ کو
اب سن کے ترا نام میں کچھ سوچ رہا ہوں
पहले बड़ी रग़बत थी तिरे नाम से मुझ को
अब सुन के तिरा नाम मैं कुछ सोच रहा हूँ
Teri Rooh Ka Meri Rooh Se Nikah Ho Gaya Ho Jaise
Teri Rooh Ka Meri Rooh Se Nikah Ho Gaya Ho Jaise,
Bin Tere Kisi Ko Sochun Toh Gunaah Lagta Hai