Takleef Shayari and Poetry are expressions of pain, suffering, and adversity. Takleef, which means pain or discomfort, represents the trials and challenges that one faces in life. Takleef Shayari and Poetry offer a creative outlet for individuals to express their feelings of anguish, distress, and resilience in a poignant and artistic way. These poetic verses capture the essence of the human experience when dealing with difficult times, from the struggle to overcome adversity to the resilience in the face of pain. Takleef Shayari and Poetry are widely appreciated for their emotional depth, relatability, and poetic beauty, making them a popular choice among those seeking solace in times of hardship. Whether it's a reflection on personal struggles or an ode to the strength of the human spirit, Takleef Shayari and Poetry offer a diverse range of emotions that resonate with people from all walks of life.
Agar ahle-dil shama-e-shabistan-e-wafa hun
اگر اہل دل شمعِ شبستانِ وفا ہوں
تو فروغِ ہمتِ ساقیٔ کوثر نہ پوچھ
Agar ahle-dil shama-e-shabistan-e-wafa hun
To furogh-e-himmat-e-saqi-e-kausar na pooch
If I am a candle of the garden of faithfulness,
Do not ask the light of the courage of the cup-bearer of Kausar.
अगर आहल-दिल शमा-ए शबस्तान-ए वफ़ा हूँ
तो फ़ुरोग़-ए हिम्मत-ए साक़ी-ए कौसर न पूछ
Bahut Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifiyat
Bahut Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifiyat,
Zakham Ka Koi Nishaan Nahi Aur Takleef Ki Koi Inteha Nahi
Ibn-e-Maryam Hua Kare Koi
Ibn-e-Maryam Hua Kare Koi
Mere Dukh Ki Dawa Kare Koi
ابن مریم ہوا کرے کوئی
میرے دکھ کی دوا کرے کوئی
इब्न-ए-मरियम हुआ करे कोई
मेरे दुख की दवा करे कोई
Dard Do Tarah Ke Hote Hain, Aik Takleef
Dard Do Tarah Ke Hote Hain,
Aik Takleef Deta Hai
Dusra Aap Ko Badal Deta Hai
Mujhe Qabool Hai Har Dard Har Takleef Teri Chahat Mein
Mujhe Qabool Hai Har Dard Har Takleef Teri Chahat Mein,
Sirf Itna Bata Doh Kya Tumhe Meri Mohabbat Qabool Hai
Tum takalluf ko bhi ikhlas samajhte ho ‘faraz’
Tum takalluf ko bhi ikhlas samajhte ho ‘faraz’
Dost hota nahin har haath milane vaala
تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فرازؔ
دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والا
तुम तकल्लुफ़ को भी इख़्लास समझते हो ‘फ़राज़’
दोस्त होता नहीं हर हाथ मिलाने वाला
Tauba ka takalluf kaun kare halat ki niyyat Thiik nahin
Tauba ka takalluf kaun kare halat ki niyyat Thiik nahin
Rahmat ka irada bigda hai barsat ki niyyat Thiik nahin
توبہ کا تکلف کون کرے حالات کی نیت ٹھیک نہیں
رحمت کا ارادہ بگڑا ہے برسات کی نیت ٹھیک نہیں
तौबा का तकल्लुफ़ कौन करे हालात की निय्यत ठीक नहीं
रहमत का इरादा बिगड़ा है बरसात की निय्यत ठीक नहीं
Wa-Hasrata K Yaar Ne Khincha Sitam Se
Wa-Hasrata K Yaar Ne Khincha Sitam Se Hath
Hum Ko Haris-s-Lazzat-e-Azar Dekh Kar
واحسرتا کہ یار نے کھینچا ستم سے ہاتھ
ہم کو حریص لذت آزار دیکھ کر
वा-हसरता कि यार ने खींचा सितम से हाथ
हम को हरीस-ए-लज़्ज़त-ए-आज़ार देख कर
Didani Hai Shikastagi Dil Ki
Didani Hai Shikastagi Dil Ki
Kya Imarat Ghamon Ne Dhaai Hai
دیدنی ہے شکستگی دل کی
کیا عمارت غموں نے ڈھائی ہے
दीदनी है शिकस्तगी दिल की
क्या इमारत ग़मों ने ढाई है
Bar-Ha Dekhi Hain Un ki Ranjishain
Bar-Ha Dekhi Hain Un ki Ranjishain
Par Kuch Ab Ke Sargirani Aur Hai
اور بازار سے لے آئے اگر ٹوٹ گیا
ساغر جم سے مرا جام سفال اچھا ہے
बार-हा देखी हैं उन की रंजिशें
पर कुछ अब के सरगिरानी और है
Sache Pyar Mein Dard Aik Ko Ho, Toh
Sache Pyar Mein Dard Aik Ko Ho,
Toh Takleef Dono Ko Hoti Hai
‘Ghalib’ e-Khasta Ke Baghair Kaun Se
‘Ghalib’ e-Khasta Ke Baghair Kaun Se Kaam Band Hain
Roiye Zaar Zaar Kya Kijiye Haaye Haaye Kyun
غالبؔ خستہ کے بغیر کون سے کام بند ہیں
روئیے زار زار کیا کیجیے ہاے ہاے کیوں
‘ग़ालिब’-ए-ख़स्ता के बग़ैर कौन से काम बंद हैं
रोइए ज़ार ज़ार क्या कीजिए हाए हाए क्यूँ
Mujhe Waqt Guzarne Ke Liye Na Chaha
Mujhe Waqt Guzarne Ke Liye Na Chaha Kar,
Main Bhi Insaan Hun Mujhe Bhi Takleef Hoti Hai
Zara ik tabassum ki taklif karna
Zara ik tabassum ki taklif karna
Ki gulzar men phul murjha rahe hain
ذرا اک تبسم کی تکلیف کرنا
کہ گلزار میں پھول مرجھا رہے ہیں
ज़रा इक तबस्सुम की तकलीफ़ करना
कि गुलज़ार में फूल मुरझा रहे हैं
Kya Kahun Tum Se Mai K Kya Hai Ishq
Kya Kahun Tum Se Mai K Kya Hai Ishq
Jaan Ka Rog Hai Bala Hai Ishq
کیا کہوں تم سے میں کہ کیا ہے عشق
جان کا روگ ہے بلا ہے عشق
क्या कहूँ तुम से मैं कि क्या है इश्क़
जान का रोग है बला है इश्क़