Taqdeer Shayari and Poetry explore the concept of destiny and fate. The beauty of this genre lies in the poet's ability to delve into the intricacies of life and its twists and turns. Taqdeer Shayari often portrays a sense of longing and resignation to the inevitability of one's destiny. These poems are popular among people who find comfort in accepting the unpredictable nature of life.
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza
جس کی تعبیر ہے پہلے ہی سے ریزہ ریزہ
ایسے اک خواب کو آنکھوں سے لگا رکھا ہے
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza reza
Aesy ek khuwab ko ankhon se laga rakha hai
The interpretation of which has been shattered already
A dream like that has been held in the eyes
जिस की ताबीर है पहले ही से रेज़ा रेज़ा
ऐसे एक ख्वाब को आँखों से लगा रखा है।
Ae Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya
Ae Mohabbat Tere Anjam Pe Rona Aaya
Jaane Kyun Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya,
Kabhi Taqdeer Ka Matam Kabhi Duniya Ke Gham
Manzil e Ishq Mein Har Maqam Pe Rona Aaya
Chahat, Fikar, Taqdeer, Ishq o Mohabbat Aur Wafa
Chahat, Fikar, Taqdeer, Ishq o Mohabbat Aur Wafa,
Meri Inhi Aadaton Ne, Mera Tamasha Bana Diya
Meri Takdeer Mein Jalna Hai Toh Jal Jaunga
Meri Taqdeer Mein Jalna Hai Toh Jal Jaunga
Main Koi Tera Wada Toh Nahi Jo Badal Jaunga
MujhKo Na Samjhao Meri Zindagi Ke Asool
Main Khud Hi Thhokar Kha Ke Sambhal Jaunga
میری تقدیر میں جلنا ہے تو جل جاؤنگا
میں کوئی تیرا وعدہ تو نہیں جو بدل جاؤنگا
مجھکو نہ سمجھاؤ میری زندگی کے اصول
میں خود ہی ٹھوکر کھا کہ سمبھل جاؤنگا
मेरी तकदीर में जलना है तो जल जाऊँगा,
मैं कोई तेरा वादा तो नहीं जो बदल जाऊँगा,
मुझको न समझाओ मेरी जिंदगी के उसूल,
मैं खुद ही ठोकर खा के संभल जाऊँगा।
Dil ki taqdeer mein ek hi sukh ka pal tha
Dil ki taqdeer mein ek hi sukh ka pal tha
Dil ne wo pal bhi tere dukh pe lutana chaha
دل کی تقدیر میں ایک ہی سکھ کا پل تھا
دل نے وہ پل بھی ترے دکھ پہ لٹانا چاہا
Nidamat Ke Chiragon Se Badal Jaati Hain Taqdeerein
Nadamat Ke Chiragon Se Badal Jaati Hain Taqdeerein
Andheri Raat Ke Aansu Khuda Se Baat Karte Hain
ندامت کے چراغوں سے بدل جاتی ہیں تقدیریں
اندھیری رات کے آنسو خدا سے بات کرتے ہیں
Ishq Karte Hain Us Pari-Ru Se
Ishq Karte Hain Us Pari-Ru Se
‘Mir’ Sahaab Bhi Kya Deewane Hain
عشق کرتے ہیں اس پری رو سے
میرؔ صاحب بھی کیا دوانے ہیں
इश्क़ करते हैं उस परी-रू से
‘मीर’ साहब भी क्या दिवाने हैं
Khudi Ko Kar Buland Itna Ki Har Taqdir Se
Khudi Ko Kar Buland Itna Ki Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Pochhe Bata Teri Raza Kya Hai
خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले
ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है