Tasawar Shayari and Poetry is a form of Urdu/Hindi poetry that revolves around the theme of imagination. It's a genre that celebrates the power of the human mind to create and envision new worlds and possibilities. Tasawar Shayari employs a range of poetic devices, such as symbolism, metaphor, and imagery, to create a sense of wonder and possibility in the reader. This genre of poetry is popular among those who seek to explore the limits of their own imagination and tap into their creative potential.
Ab Toh Aankhon Mein Samati Nahi Surat
اب تو آنکھوں میں سماتی نہیں صورت کوئی
گور سے میں نے تجھے کاش نہ دیکھا ہوتا
Ab Toh Aankhon Mein Samati Nahi Surat Koi
Gor Se Maine Tujhe Kaash Na Dekha Hota
Now no image settles in my eyes,
I wish I had not gazed at you with such intensity.
अब नेत्रों में कोई चित्र बसता नहीं,
मैं काश इतनी तीव्रता से तुम्हें नहीं देखता।
Khayal Yaar Mein Bethey Hain Isliye Saj Ke
Khayal Yaar Mein Bethey Hain Isliye Saj Ke,
Shayad Woh Bhi Tasawar Mein Humein Dekh Raha Ho
Rehte Hain Garq Unke Tasawar Mein Shab o Roz Sahab
Rehte Hain Garq Unke Tasawar Mein Shab o Roz Sahab,
Ek Din Hamari Jaan Mohabbat Mein Jayegi
رہتے ہیں غرق اُنکے تصور میں شب وروز صاحب
اِک دن ہماری جان محبت میں جائے گی
Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle
Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle,
Maine Iss Darje Tere Ishq Ko Pakeeza Rakha
خود کو باوضو کیا تیرے تصور سے بھی پہلے
میں نے اس درجہ تیرے عشق کو پاکیزہ رکھا
Maloom Nahi Mere Dil Ko Tumse Kitni Mohabbat Hai
Maloom Nahi Mere Dil Ko Tumse Kitni Mohabbat Hai,
Na Hee Tum Bin Jeene Ka Tasawar Karta Hai,
Na Hee Marne Ka Sochta Hai
Samundar Ishq Ki Gehrayi Ko Na Naap, Tasawar
Samundar Ishq Ki Gehrayi Ko Na Naap,
Tasawar Mein Yaar Ko Rakh Aur Doobta Jaa
Jee Dhundta Hai Phir Wohi Fursat Ki Raat
Jee Dhundta Hai Phir Wohi Fursat Ki Raat Din
Baithe Rahen Tasawar-e-Janan Kiye Hue
جی ڈھونڈتا ہے پھر وہی فرصت کہ رات دن
بیٹھے رہیں تصور جاناں کیے ہوئے
जी ढूँडता है फिर वही फ़ुर्सत कि रात दिन
बैठे रहें तसव्वुर-ए-जानाँ किए हुए
Mudatton Unke Tasavur Mein Guzaari Raatein
Mudatton Unke Tasawar Mein Guzaari Raatein,
Mudatton Unke Tasawar Se Garehzaa’n Bhi rahe
Wo Aye Ghar Mai Humare Khuda Ki
Wo Aye Ghar Mai Humare Khuda Ki Kudrat Hai
Kabhi Hum Un Ko Kabhi Apne Ghar Ko Dekhte Hain
وہ آئے گھر میں ہمارے خدا کی قدرت ہے
کبھی ہم ان کو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں
वो आए घर में हमारे ख़ुदा की क़ुदरत है
कभी हम उन को कभी अपने घर को देखते हैं
Meri Bechain Aankhon Mein Jab Woh Tashreef Laate Hain
Meri Bechain Aankhon Mein Jab Woh Tashreef Laate Hain
Tasawar Unke Daaman Se Lipat Kar Raqs Karta Hai
میری بے چین آنکھوں میں جب وہ تشریف لاتے ہیں
تصور ان کے دامن سے لپٹ کر رقص کرتا ہے
Warq Warq Per Teri Ibarat, Tera Fasana, Teri Hikayat
Warq Warq Per Teri Ibarat, Tera Fasana, Teri Hikayat
Kitaab e Hasti Jahan Se Kholi, Teri Mohabbat Ka Baab Nikla
ورق ورق پر تیری عبارت، تیرا فسانہ، تیری حکایت
کتابِ ہستی جہاں سے کھولی، تیری محبت کا باب نکلا
Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka
Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka Na Raha
Ajab Aram Diya Be-Par-o-Bali Ne Mujhe
ہوس گل کے تصور میں بھی کھٹکا نہ رہا
عجب آرام دیا بے پر و بالی نے مجھے
हवस-ए-गुल के तसव्वुर में भी खटका न रहा
अजब आराम दिया बे-पर-ओ-बाली ने मुझे
Firdous e Jannat Mein Lakh Hoor’on
Firdous e Jannat Mein Lakh Hoor’on Ka Tasawar Sahee
Main Ek Shaks Ke Ishq Se Niklun Toh Wahan Tak Sochun