Udas Shayari is a form of poetry that explores the theme of sadness and melancholy. This genre of poetry often conveys the emotions of loneliness, despair, and grief. Udas Shayari can be used to express the complexities of human emotions and the challenges of dealing with difficult situations. This form of poetry can also be used to explore the beauty of the natural world and the wonders of the cosmos. Udas Shayari is a powerful tool for inspiring readers to find hope and solace in difficult times.
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza
جس کی تعبیر ہے پہلے ہی سے ریزہ ریزہ
ایسے اک خواب کو آنکھوں سے لگا رکھا ہے
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza reza
Aesy ek khuwab ko ankhon se laga rakha hai
The interpretation of which has been shattered already
A dream like that has been held in the eyes
जिस की ताबीर है पहले ही से रेज़ा रेज़ा
ऐसे एक ख्वाब को आँखों से लगा रखा है।
Main Tujhse Kaise Kahun Yaar Mehrbaan Mere
Main Tujhse Kaise Kahun Yaar Mehrbaan Mere,
K Tu Ilaaj Hai, Meri Har Udasi Ka
Bebasi Hai , Udasi Hai Aur Dard Hai
Bebasi Hai , Udasi Hai Aur Dard Hai,
Sab Hai Mere Paas, Bus Ek Tum Hee Nahi Ho
Main Toh Hun Aik Ujarey Sheher Ki Misaal
Main Toh Hun Aik Ujarey Sheher Ki Misaal,
Tumhari Aankhon Se Lagta Hai Udas Tum Bhi Ho
میں تو ہوں اک اُجڑے شہر کی مثال
تمہاری آنکھوں سے لگتا ہے اُداس تم بھی ہو
Udasi Cheekti Hai Kehkhon Mein, Hamara
Udasi Cheekti Hai Kehkhon Mein,
Hamara Dard Sab Se Mukhtalif Hai
Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko, Teri Deed
Aaj Bhi Sheher Mein Pagal Dil Ko,
Teri Deed Ki Aas Rahi Aaj Bhi Shaam Udas Rahi
آج بهی شہر میں پاگل دل کو
تیری دید کی آس رہی آج بهی شام اداس رہی
Mohabbat Mein Dil Ka Tutna Tum Kabhi Nahi
Mohabbat Mein Dil Ka Tutna Tum Kabhi Nahi Jaan Paoge,
Agar Hoti Logon Mein Wafa Toh Aaj Hum udas Na Hote
Aj ji hai ke tujh ko yaad kare
Aj ji hai ke tujh ko yaad kare
Aur phir deir tak udaas rahe
آج جی ہے کے تجھ کو یاد کر یں
اور پھر دیر تک اداس رہیں
Jab bhi ye dil udaas hota hai
Jab bhi ye dil udaas hota hai
Jaane kaun as-pas hota hai
جب بھی یہ دل اداس ہوتا ہے
جانے کون آس پاس ہوتا ہے
जब भी ये दिल उदास होता है
जाने कौन आस-पास होता है
Shokhiyan Chor Dee Usne, Har Rang Mein Udasi
Shokhiyan Chor Dee Usne,
Har Rang Mein Udasi Ghulti Jaa Rahi Hai
Ab Woh Pagal Larki Sudharti Jaa Rahi Hai
Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta ha
Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta hai
Wo aksar meri ankhon ke samundar khol deta hai
قطرہ قطرہ لہجے میں اداسی گھول دیتا ہے
وہ اکثر میری آنکھوں کے سمندر کھول دیتا ہے
Hamari Aankhen Udaas Ghazlon Ka Qafia Hain
Hamari Aankhen Udaas Ghazlon Ka Qafia Hain,
Hamara Chehra Purane Waqton Ki Shayari Hai
ہماری آنکھیں اداس غزلوں کا قافیہ ہیں
ہمارا چہرا پرانے وقتوں کی شاعری ہے
Sheher Bhar Mein Aik Hee Pehchan Hai Hamari
Sheher Bhar Mein Aik Hee Pehchan Hai Hamari,
Surkh Aankhen, Bikheri Zulfein, Udas Chehra Nawab Aadat
Apni Ruswai Tere Naam Ka Charcha
Apni Ruswai Tere Naam Ka Charcha Dekhun
Ik Zara Sher Kahun Aur Mai Kya Kya Dekhun
اپنی رسوائی ترے نام کا چرچا دیکھوں
اک ذرا شعر کہوں اور میں کیا کیا دیکھوں
अपनी रुस्वाई तिरे नाम का चर्चा देखूँ
इक ज़रा शेर कहूँ और मैं क्या क्या देखूँ
Tujh se pahle bhi hum udaas hi thy
Tujh se pahle bhi hum udaas hi thy
han magar esy inteha ke na thy
تجھ سے پہلے بھی ہم اداس ہی تھے
ہاں مگر ایسے انتہا کے نہ تھے