Yaad Shayari and Poetry is a genre of literature that explores the theme of memories and nostalgia. These poems and shayaris are written in various languages, including Urdu and Hindi, and often feature vivid imagery and metaphors that evoke the emotions and sentiments associated with past experiences. Yaad Shayari and Poetry can be a source of comfort and solace for those who are missing someone or as a reminder of the importance of cherishing the moments we have.
Muje Khabar Thi K Ab Laut Kar Na Aunga
مجھے خبر تھی کہ اب لوٹ کر نہ آؤں گا
سو تجھ کو یاد کیا دل پہ وار کرتے ہوئے
Muje Khabar Thi K Ab Laut Kar Na Aunga
So Tujh Ko Yaad Kiye Dil Pe Vaar Karte Hue
मुझे ख़बर थी कि अब लौट कर न आऊँगा
सो तुझ को याद किया दिल पे वार करते हुए
Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi
Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi,
Tumhe Yaad Aayeinge Aadab Mere
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye,
Tum Bhi Kisi Ke Sath Ho, Hum Bhi Kisi Ke Ho Gaye
Mumkin Hai Jab Main Na Rahun, Mumkin Hai
Mumkin Hai Jab Main Na Rahun,
Mumkin Hai Tujhe Meri Mohabbat Yaad Aaye
Saari Hadhein Dard Ki Paar Kar Dete Hain
Saari Hadhein Dard Ki Paar Kar Dete Hain,
Teri Yaad Aur Tanhai Jab Mil Beth’te Hain
Masroofiyat Mein Aati Hai Behadh Tumahri Yaad
Masroofiyat Mein Aati Hai Behadh Tumahri Yaad,
Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti
Raat Apni Hai, Khayal Uska Hai
Raat Apni Hai,
Khayal Uska Hai
Meri Yaad Qayamat ki Tarah Hai, Yaad Rakhna
Meri Yaad Qayamat ki Tarah Hai,
Yaad Rakhna Aayegi Zarur Aik Din
Bus Itna Yaad Hai Ke Mujhe Ishq Hua Tha
Bus Itna Yaad Hai Ke Mujhe Ishq Hua Tha,
Phir Kya Hua Uski Mujhe Khabar Nahi
Betha Kar Pehlu Mein Yaad ko Ghalib Saari Raat
Betha Kar Pehlu Mein Yaad ko Ghalib Saari Raat,
Jo Kuch Nahi Karte Woh Kamal Karte Hain
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen,
Tere Khawabon Ke Ta’aqub Mein Nikal Jaati Hain
Chahat Majboor Kar Deti Hai Sahab
Chahat Majboor Kar Deti Hai Sahab,
Yaad Karne Se Sawab Thori Milta Hai
Woh Aieen, Sheen, Qaaf Mera, Main
Woh Aieen, Sheen, Qaaf Mera,
Main”Yaad” Tak Na Uski
وہ ’ع‘ ، ’ ش‘ ، ’ ق‘ میرا
اور میں یاد تک نہ اُس کی
Jitna Tujhe Kisi Ne Chaha Bhi Na Hoga
Jitna Tujhe Kisi Ne Chaha Bhi Na Hoga,
Utna Toh Maine Sirf Tujhe Yaad Kia Hai
Iss Qadar Yaad Hai Apne Saath Thay Sab Hee
Iss Qadar Yaad Hai Apne Saath Thay Sab Hee,
Kisne Kya Chaal Chali, Yaad Nahi