Yaar shayari and poetry celebrate the bonds of friendship and camaraderie, expressing the deep affection, loyalty, and support that friends offer each other. These poetic expressions often capture the playful banter, shared experiences, and unbreakable connections that define true friendship.
Razaye Yaar Pe Khwahish Ko Waarne Wale
Razaye Yaar Pe Khwahish Ko Waarne Wale,
Ajab Sakhi Hain Mohabbat Mein Haarne Wale
رضائے یار پہ خواہش کو وارنے والے
عجب سخی ہیں محبت میں ہارنے والے
Khayal Yaar Mein Bethey Hain Isliye Saj Ke
Khayal Yaar Mein Bethey Hain Isliye Saj Ke,
Shayad Woh Bhi Tasawar Mein Humein Dekh Raha Ho
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Shayari Sach Mein Mohabbat Ka Lahoo Mangti Hai
Shayari Sach Mein Mohabbat Ka Lahoo Mangti Hai,
Sher Kehna Hai Toh Phir Yaar Ganwana Hoga
Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai
Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai,
Maangi Khuda Se Tu Woh Mannat Hai
Ishq Ko Pi Jaa Ishq Utaar Ander, Tu Baaqi
Ishq Ko Pi Jaa Ishq Utaar Ander,
Tu Baaqi Na Rahe, Rahe Bus Yaar Ander
Ishq Mein Kaisa Firka Saain, Ishq Mein
Ishq Mein Kaisa Firka Saain,
Ishq Mein Bus Yaar Yaar Saain
Tera Khayal Darust Hai Ke Woh Khoobsurat
Darust Hai Ke Woh Khoobsurat Hai
Magar Mujhe Husn e Yaar Se Nahi
Mujhe Apne Yaar Se Mohabbat Hai
Phir vahin lauT ke jaana hoga
Phir vahin lauT ke jaana hoga
Yaar ne kaisi rihai di ha
پھر وہیں لوٹ کے جانا ہوگا
یار نے کیسی رہائی دی ہے
फिर वहीं लौट के जाना होगा
यार ने कैसी रिहाई दी है
Samundar Ishq Ki Gehrayi Ko Na Naap, Tasawar
Samundar Ishq Ki Gehrayi Ko Na Naap,
Tasawar Mein Yaar Ko Rakh Aur Doobta Jaa
Jah se hum ko talab hai na kuch tuwako hi
Jah se hum ko talab hai na kuch tuwako hi
Hum apni arz sar bazm e yaar rakhte hai
جہاں سے ہم کو طلب ہے نہ کچھ توقع ہی
ہم اپنی عرض سر بزمِ یار رکھتے ہیں
Mohabbat Naam Hai Jiska Woh Aesi Qaid
Mohabbat Naam Hai Jiska Woh Aesi Qaid Hai Yaaro,
Ke Umarein Beet Jaati Hain Saza Poori Nahi Hoti
Apni Shakhsiyat Ki Kya Misaal Du Yaaro
Apni Shakhsiyat Ki Kya Misaal Du Yaaro
Na Jaane Kitne MashHoor Ho Gaye
Mujhe Badnaam Karte Karte
اپنی شخصیت کی کیا مثال دوں یارو
نہ جانے کتنے مشہور ہو گئے
مجھے بدنام کرتے کرتے
अपनी शख्शियत की क्या मिसाल दूँ यारों
ना जाने कितने मशहूर हो गये
मुझे बदनाम करते करते।
Yaar kya hai jo musibat mein tasalli tak na de
Yaar kya hai jo musibat mein tasalli tak na de
Sher kya hai jo kisi ke zakhm ko dhota na ho
یاد کیا ہے جو مصیبت میں تسلی تک نہ دے
شعر کیا ے جو کسی کے زخم کودھوتا نہ ہو
Mojza e Ishq Na Kahun Toh Kya Kahun
Mojza e Ishq Na Kahun Toh Kya Kahun,
Hijr e Yaar Ne Kia Zaeef Ek Jawan Ko