Zakham shayari and poetry is a genre of Urdu poetry that revolves around the theme of wounds, scars, and pain. It is known for its raw, emotional expression of the human experience of suffering, hurt, and trauma. Zakham shayari often deals with the aftermath of heartbreak, loss, and betrayal, and captures the complexities of emotional pain through vivid metaphors and powerful imagery. This form of poetry has gained immense popularity among poetry enthusiasts, as it offers a cathartic outlet for processing and healing from emotional wounds. It has also found resonance in popular culture, where it has been featured in movies, songs, and literature, making it a timeless expression of human suffering and resilience.
Juz tere koi bhi din raat na jaane mere
جز ترے کوئی بھی دن رات نہ جانے میرے
تو کہاں ہے مگر اے دوست پرانے میرے
تو بھی خوشبو ہے مگر میرا تجسس بے کار
برگ آوارہ کی مانند ٹھکانے میرے
شمع کی لو تھی کہ وہ تو تھا مگر ہجر کی رات
دیر تک روتا رہا کوئی سرہانے میرے
juz tere koi bhi din raat na jaane mere
tu kahan hai magar ai dost purane mere
tu bhi KHushbu hai magar mera tajassus bekar
barg-e-awara ki manind Thikane mere
shama ki lau thi ki wo tu tha magar hijr ki raat
der tak rota
जुज़ तिरे कोई भी दिन रात न जाने मेरे
तू कहाँ है मगर ऐ दोस्त पुराने मेरे
तू भी ख़ुशबू है मगर मेरा तजस्सुस बेकार
बर्ग-ए-आवारा की मानिंद ठिकाने मेरे
शम्अ की लौ थी कि वो तू था मगर हिज्र की रात
देर तक रोता रहा कोई सिरहाने मेरे
Karun na yaad magar kis tarah bhulaun use
کروں نہ یاد مگر کس طرح بھلاؤں اسے
غزل بہانہ کروں اور گنگناؤں اسے
وہ خار خار ہے شاخ گلاب کی مانند
میں زخم زخم ہوں پھر بھی گلے لگاؤں اسے
یہ لوگ تذکرے کرتے ہیں اپنے لوگوں کے
میں کیسے بات کروں اب کہاں سے لاؤں اسے
مگر
karun na yaad magar kis tarah bhulaun use
ghazal bahana karun aur gungunaun use
wo KHar KHar hai shaKH-e-gulab ki manind
main zaKHm zaKHm hun phir bhi gale lagaun use
ye log tazkire karte hain apne logon ke
main kaise baat
करूँ न याद मगर किस तरह भुलाऊँ उसे
ग़ज़ल बहाना करूँ और गुनगुनाऊँ उसे
वो ख़ार ख़ार है शाख़-ए-गुलाब की मानिंद
मैं ज़ख़्म ज़ख़्म हूँ फिर भी गले लगाऊँ उसे
ये लोग तज़्किरे करते हैं अपने लोगों के
मैं कैसे बात करूँ अब कहाँ से लाऊँ
Usne sukut-e-shab mein bhi apna payam rakh diya
اس نے سکوت شب میں بھی اپنا پیام رکھ دیا
ہجر کی رات بام پر ماہ تمام رکھ دیا
آمد دوست کی نوید کوئے وفا میں عام تھی
میں نے بھی اک چراغ سا دل سر شام رکھ دیا
شدت تشنگی میں بھی غیرت مے کشی رہی
اس نے جو پھیر لی نظر میں نے بھی جام
us ne sukut-e-shab mein bhi apna payam rakh diya
hijr ki raat baam par mah-e-tamam rakh diya
aamad-e-dost ki nawed ku-e-wafa mein aam thi
main ne bhi ek charagh sa dil sar-e-sham rakh diya
shiddat-e-tishnagi mein bhi ghairat-e
उस ने सुकूत-ए-शब में भी अपना पयाम रख दिया
हिज्र की रात बाम पर माह-ए-तमाम रख दिया
आमद-ए-दोस्त की नवेद कू-ए-वफ़ा में आम थी
मैं ने भी इक चराग़ सा दिल सर-ए-शाम रख दिया
शिद्दत-ए-तिश्नगी में भी ग़ैरत-ए-मय-कशी रही
उस ने जो फेर ली
Kisi Ke Dard ki Dawa Bano, Zakham Har
Kisi Ke Dard ki Dawa Bano,
Zakham Har Koi Deta Hai
Bahut Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifiyat
Bahut Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifiyat,
Zakham Ka Koi Nishaan Nahi Aur Takleef Ki Koi Inteha Nahi
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua Umar
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua Umar,
Zakham Ka Ehsas Tab Hua Jab Kamaan Dekhi Apno Ke Hathon Mein
Teri Aankhon Ki Tarhan Gehra Tha, Zakham Bharne
Teri Aankhon Ki Tarhan Gehra Tha,
Zakham Bharne Mein Deir Lagi
تیری آنکھوں کی طرح گہرا تھا
زخم بھرنے میں دیر لگی
Phir Yun Hua k Zakham Ne Jageer Bana Lee
Phir yun Hua K Zakham Ne Jageer Bana Lee,
Phir Yun hua K Dard Mujhe Raas Aa Gaya
Ab Dekh Le K Seena Bhi Taaza Hua Hai
Ab Dekh Le K Seena Bhi Taaza Hua Hai Chaak
Phir Hum Se Apna Haal Dikhaya Na Jayega
اب دیکھ لے کہ سینہ بھی تازہ ہوا ہے چاک
پھر ہم سے اپنا حال دکھایا نہ جائے گا
अब देख ले कि सीना भी ताज़ा हुआ है चाक
फिर हम से अपना हाल दिखाया न जाएगा
Dard Phir Dil Mein Uthta Hai Lo Sambhalo
Bana Ke Rakh Lo Qaidi Mujhe Apni Chahat Mein,
Bichar Kar Aap Se Mujhe Jeena Nahi Aata
Sabr Toh Yeh Hai Har Zakham Hans Kar
Sabr Toh Yeh Hai Har Zakham Hans Kar Saho,
Kehne Ko Bahut Kuch Ho Phir Bhi Chup Raho
صبر تو یہ ہے ہر زخم ہنس کر سہو
کہنے کو بہت کچھ ہو پھر بھی چُپ رہو
Zakham Ban Kar Hee Sahee
Zakham Ban Kar Hee Sahee,
Mujh Mein Rehte Toh Ho
Mere Zakhmi Dil Ko Mohabbat Ki Dua De
Mere Zakhmi Dil Ko Mohabbat Ki Dua De
Apne Bedard Dil Mein Thori Si Jagah De,
Jaa Bewafa Tujhse Kuch Nahi Hona
Mujhe Apne Honton Se Maut Ki Bad’dua De
Badla Hua Hai Aaj Mere Aansu’on Ka Rang
Badla Hua Hai Aaj Mere Aansu’on Ka Rang,
Phir Dil Ke Zakham Ka Koi Taanka Ud’har Gaya
بدلا ہوا ہے آج میرے آنسوؤں کا رنگ
پھر دل کے زخم کا کوئی ٹانکا اُدھڑ گیا
Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar
Ab Ke Woh Dard De Ke Main Roun Tamam Umar,
Ab Ke Woh Laga Zakham Ke Jeena Mahaal Ho