Zamana shayari and poetry reflect on the changing times and the evolving social, political, and cultural landscape. These poetic expressions often capture the zeitgeist of a particular era, highlighting the struggles, aspirations, and emotions of the people of that time.
Tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
تجھے ہے مشق ستم کا ملال ویسے ہی
ہماری جان تھی جاں پر وبال ویسے ہی
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
ہم آ گئے ہیں تہ دام تو نصیب اپنا
وگرنہ اس نے تو پھینکا تھا جال ویسے ہی
میں روکنا ہ
tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
hamari jaan thi jaan par wabaal waise hi
chala tha zikr zamane ki bewafai ka
so aa gaya hai tumhaara KHayal waise hi
hum aa gae hain tah-e-dam to nasib apna
wagarna us ne to phenka
तुझे है मश्क़-ए-सितम का मलाल वैसे ही
हमारी जान थी जाँ पर वबाल वैसे ही
चला था ज़िक्र ज़माने की बेवफ़ाई का
सो आ गया है तुम्हारा ख़याल वैसे ही
हम आ गए हैं तह-ए-दाम तो नसीब अपना
वगरना उस ने तो फेंका था जाल वैसे ही
मैं
Aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote
ایسا ہے کہ سب خواب مسلسل نہیں ہوتے
جو آج تو ہوتے ہیں مگر کل نہیں ہوتے
اندر کی فضاؤں کے کرشمے بھی عجب ہیں
مینہ ٹوٹ کے برسے بھی تو بادل نہیں ہوتے
کچھ مشکلیں ایسی ہیں کہ آساں نہیں ہوتیں
کچھ ایسے معمے ہیں کبھی حل نہیں ہوتے
aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote
jo aaj to hote hain magar kal nahin hote
andar ki fazaon ke karishme bhi ajab hain
meinh TuT ke barse bhi to baadal nahin hote
kuchh mushkilen aisi hain ki aasan nahin hotin
kuchh
ऐसा है कि सब ख़्वाब मुसलसल नहीं होते
जो आज तो होते हैं मगर कल नहीं होते
अंदर की फ़ज़ाओं के करिश्मे भी अजब हैं
मेंह टूट के बरसे भी तो बादल नहीं होते
कुछ मुश्किलें ऐसी हैं कि आसाँ नहीं होतीं
कुछ ऐसे मुअम्मे हैं कभी हल नहीं ह
Qurbaton mein bhi judai ke zamane mange
قربتوں میں بھی جدائی کے زمانے مانگے
دل وہ بے مہر کہ رونے کے بہانے مانگے
ہم نہ ہوتے تو کسی اور کے چرچے ہوتے
خلقت شہر تو کہنے کو فسانے مانگے
یہی دل تھا کہ ترستا تھا مراسم کے لیے
اب یہی ترک تعلق کے بہانے مانگے
اپنا ی
qurbaton mein bhi judai ke zamane mange
dil wo be-mehr ki rone ke bahane mange
hum na hote to kisi aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasane mange
yahi dil tha ki tarasta tha marasim ke liye
ab yahi tark-e-tal
क़ुर्बतों में भी जुदाई के ज़माने माँगे
दिल वो बे-मेहर कि रोने के बहाने माँगे
हम न होते तो किसी और के चर्चे होते
ख़िल्क़त-ए-शहर तो कहने को फ़साने माँगे
यही दिल था कि तरसता था मरासिम के लिए
अब यही तर्क-ए-तअल्लुक़ के बहाने मा
Tujh ko paya tha tu ek jhez bhi tujh jesi na thi
Tujh ko paya tha tu ek jhez bhi tujh jesi na thi
Tujh ko khoya hai tu ab sara jahan tujh sa hai
تجھ کو پایا تھا تو اک چیز بھی تجھ جیسی نہ تھی
تجھ کو کھویا ہے تو اب سارا جہاں تجھ سا ہے
Dekh Mat Cher, Chilak Jaye Na Pemaana e Sabr
Dekh Mat Cher, Chilak Jaye Na Pemaana e Sabr,
Hum Zamane Ke Rawiyon Se Bhare Bethey Hain
Khud Se Jeetne Ki Zid Hai Mujhe Khud Ko Hee Harana Hai
Poora Zamana Bhi Mera Hota Na, Phir Bhi Main
Poora Zamana Bhi Mera Hota Na,
Phir Bhi Main Tumhara Hota
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din
Karega Hamari Bhi Kadar Zamana Aik Din,
Bus Wafa Ki Buri Aadat Choot Jaane Doh
Mohabbat Ka Fasaana Yaad Aaya, Humein Guzra
Mohabbat Ka Fasaana Yaad Aaya,
Humein Guzra Zamana Yaad Aaya
Yun Toh Jo Chaha Zamane Mein Mila Mujhko
Yun Toh Jo Chaha Zamane Mein Mila Mujhko,
Phir Bhi Aa Dekh Mujhe Teri Zarurat Hee Rahi
Hum Ko Mita Sake Yeh Zamane Mein
Humko Mita Sake Yeh Zamane Mein Dam Nahi,Humse Zamana Khud Hai Zamane Se Hum Nahi.
ہمکو مٹا سکے یہ زمانے میں دم نہیں
ہم سے زمانہ خود ہے زمانے سے ہم نہیں
हमको मिटा सके यह ज़माने में दम नहीं,हमसे ज़माना ख़ुद है ज़माने से हम नहीं।
Mohabbat Mein Kabhi Woh Bhi Dour Aaya Karte Thay
Mohabbat Mein Kabhi Woh Bhi Dour Aaya Karte Thay,
Main Un Mein Samaya Karta Tha, Woh Mujh Mein Samaya Karte Thay
Mai Kade Band Kardein Lakh Zamane Wale
Mai Kade Band Kardein Lakh Zamane Wale,
Sheher Mein Kam Nahi Aankhon Se Pilane Wale
مئے کدے بند کریں لاکھ زمانے والے
شہر میں کم نہیں آنکھوں سے پلانے والے
Phir Teri Yaad Mein Aankhen Huyi Shabnam Shabnam
Phir Teri Yaad Mein Aankhen Huyi Shabnam Shabnam,
Phir Wohi Neend Na Aane Ke Zamane Aaye
Anokhi Waza Hai Saare Zamane Se Nirale Hain
Anokhi Waza Hai Saare Zamane Se Nirale Hain,
Yeh Aashiq Konci Basti Ke Ya Rab Rehne Wale Hain
انوکھی وضع ہے سارے زمانے سے نرالے ہیں
یہ عاشق کونسی بستی کے یا رب رہنے والے ہیں