Zikr Shayari and Poetry are about remembrance, spirituality, and devotion. This genre of Urdu poetry is known for its reflective and inspirational themes that capture the essence of remembrance and its impact on human life. The word "Zikr" means remembrance, and the poetry of this genre revolves around the theme of spirituality, devotion, and the power of memory.
Tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
تجھے ہے مشق ستم کا ملال ویسے ہی
ہماری جان تھی جاں پر وبال ویسے ہی
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
ہم آ گئے ہیں تہ دام تو نصیب اپنا
وگرنہ اس نے تو پھینکا تھا جال ویسے ہی
میں روکنا ہ
tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
hamari jaan thi jaan par wabaal waise hi
chala tha zikr zamane ki bewafai ka
so aa gaya hai tumhaara KHayal waise hi
hum aa gae hain tah-e-dam to nasib apna
wagarna us ne to phenka
तुझे है मश्क़-ए-सितम का मलाल वैसे ही
हमारी जान थी जाँ पर वबाल वैसे ही
चला था ज़िक्र ज़माने की बेवफ़ाई का
सो आ गया है तुम्हारा ख़याल वैसे ही
हम आ गए हैं तह-ए-दाम तो नसीब अपना
वगरना उस ने तो फेंका था जाल वैसे ही
मैं
Teri Baaton Mein Zikr Uska Meri Baaton Mein Zikr Tera
Teri Baaton Mein Zikr Uska Meri Baaton Mein Zikr Tera,
Ajab Ishq Hai Mohsin Na Tu Mera Na Woh Tera
Kuch Khas Toh Hai Us Shaks Ki Yaadon Mein Warna
Kuch Khas Toh Hai Us Shaks Ki Yaadon Mein Warna,
Har Baar Uske Zikr Mein Yun Aankhen Nam Na Hoti
کچھ خاص تو ہے اُس کی یادوں میں ورنہ
ہر بار اُس کے ذکر میں یوں آنکھیں نم نہ ہوتی
Mere Ishq Se Mili Hai Tere Husn Ko Shohrat
Mere Ishq Se Mili Hai Tere Husn Ko Shohrat,
Tumhara Zikr Hee Kahan Tha Mere Dastaan Se Pehle
Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete
Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain,
Kitni Ragbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle
اب تیرے ذکر پہ ہم بات بدل دیتے ہیں
کتنی رغبت تھی ترے نام سے پہلے پہلے
Ye Masail-e-Tasavuf Ye Tera Bayan
Ye Masail-e-Tasavuf Ye Tera Bayan ‘Ghalib’
Tujhe Hum Wali Samajhte Jo Na Bada-Khwar Hota
یہ مسائل تصوف یہ ترا بیان غالبؔ
تجھے ہم ولی سمجھتے جو نہ بادہ خوار ہوتا
ये मसाईल-ए-तसव्वुफ़ ये तिरा बयान ‘ग़ालिब’
तुझे हम वली समझते जो न बादा-ख़्वार होता
Kalkatta Ka Jo Zikr Kiya Tu Ne Ham-Nash
Kalkatta Ka Jo Zikr Kiya Tu Ne Ham-Nashin
Ik Teer Mere Seene Mai Maara k Haaye Haaye
کلکتے کا جو ذکر کیا تو نے ہم نشیں
اک تیر میرے سینے میں مارا کہ ہائے ہائے
कलकत्ते का जो ज़िक्र किया तू ने हम-नशीं
इक तीर मेरे सीने में मारा कि हाए हाए
Saal Barh Raha Fikar Yaar Zikr Yaar Khayal Yaar
Saal Barh Raha Fikar Yaar Zikr Yaar Khayal Yaar,
Yeh Saal Bhi Tere Begair Yunhee Guzar Gaya
Zikr-e-Shab-e-Firaq Se Vahshat Use Bhi
Zikr-e-Shab-e-Firaq Se Vahshat Use Bhi Thi
Meri Tarah Kisi Se Mohabbat Use Bhi Thi
ذکر شب فراق سے وحشت اسے بھی تھی
میری طرح کسی سے محبت اسے بھی تھی
ज़िक्र-ए-शब-ए-फ़िराक़ से वहशत उसे भी थी
मेरी तरह किसी से मोहब्बत उसे भी थी
Jaane Kaun Hai Tu Meri, Main Na Jaana Yeh Magar
Jaane Kaun Hai Tu Meri, Main Na Jaana Yeh Magar
Jahan Jaun Main, Karun Main Wahan, Tera Hee Zikr
Aaj mehfil mein tere zikar pe dharka bhi nahi
Aaj mehfil mein tere zikar pe dharka bhi nahi
Dil kam bakhat tere naam pe mar mitta tha
آج محفل میں تیرے ذکر پہ دھڑکا بھی نہیں
دل کم بخت تیرے نام پہ مر مٹتا تھا
Zikr Us Pari-Vash Ka Aur Phir Bayan Apna
Zikr Us Pari-Vash Ka Aur Phir Bayan Apna
Ban Gaya Raqib Akhir Tha Jo Raz-Dan Apna
ذکر اس پری وش کا اور پھر بیاں اپنا
بن گیا رقیب آخر تھا جو رازداں اپنا
ज़िक्र उस परी-वश का और फिर बयाँ अपना
बन गया रक़ीब आख़िर था जो राज़-दाँ अपना